A bhag daud bhari zindagi mein thodasa ruk jao
.jpg)
1. A bhag daud bhari zindagi mein thodasa ruk jao ; Pal do pal apne liye bhi thahar jao... 2.Itna kya kam kar rehe ho yeh duniya ke liye : Thoda sa apne bare mei bhi socha karo ... 3.Socho vah adhure sapne jo tum akele mein dekhe ho : Kab pura karoge vah adhuri kahani jo tum adha likhe ho... 4.Kab tak dusre ke liye jioge kabhi to apne liye jiya karo ; Kabhi to apni pasand ke kapde apne liye pehna karo... 5.Apnae liye manpasand bike kab kharidoge; Apne liye pahli chai kab banaoge... 6.Waqt nikal kar kabhi mandir bhi jaya karo; Bhagwan she kabhi akk din apne liye bhi manga karo 7.Roz marra ki zindagi mei tum itna kho gaye ho: Tum khud ke saath saath apne khushiyon ko bhi bhul gaya ho... 8.Yah bahut jalim hai duniya aapka sab kuchh chhin leta hai Apnose apno ko aur khud se khud ko bhi chnin leta hai ... 9.Kisi ke kiye nehi sahi apne liye thahar jao; A bhag daud ...