संदेश

जून, 2024 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

A bhag daud bhari zindagi mein thodasa ruk jao

चित्र
1. A bhag daud bhari zindagi mein thodasa ruk jao ;     Pal do pal apne liye bhi thahar jao... 2.Itna kya kam kar rehe ho yeh duniya ke liye :    Thoda sa apne bare mei bhi socha karo ... 3.Socho vah adhure sapne jo tum akele mein dekhe ho :    Kab pura karoge vah adhuri kahani jo tum adha likhe ho... 4.Kab tak dusre ke liye jioge kabhi to apne liye jiya karo ;    Kabhi to apni pasand ke kapde apne liye pehna karo... 5.Apnae liye manpasand bike kab kharidoge;    Apne liye pahli chai kab banaoge... 6.Waqt nikal kar kabhi mandir bhi jaya karo;    Bhagwan she kabhi akk din apne liye bhi manga karo 7.Roz marra ki zindagi mei tum itna kho gaye ho:     Tum khud ke saath saath apne khushiyon ko bhi bhul gaya ho... 8.Yah bahut jalim hai duniya aapka sab kuchh chhin leta hai     Apnose apno ko aur khud se khud ko bhi chnin leta hai ... 9.Kisi ke kiye nehi sahi apne liye thahar jao;    A bhag daud ...

khubsurat

चित्र
A mahangi bajar mein koi mujhe sasti mai mil gai .... Meri aukat se thodi jyada mil gai... Main to thoda sa khushbu hi chahta tha ; Yah to pura khubsurat mil gai.

Kahi kho gayi ho

चित्र
                      Na jaane kyun mera dil bahut jor se dhadak raha hai .... Ahayad isliye kyunki vah tumhen dhundh raha hai.... Ab tumhen paon kaise tum to kahain kho gai ho ... Tum to bheed main nahin ghar ke aangan mein kho gai ho.